Talhah Yunus
Weli Ho
[Verse 1: Hasan Raheem]
Meri ankhon main tu daikh
Mairay dil say na tu khail
Daidey muje tu jawaab
Zindagi na kar azaab
Ajab sa hai ye sama
Wailay ham dono yahan
Ummedain na diya karo
Sitarey gardish me hai na

[Pre-Chorus: Hasan Raheem]
Tume pyar se bulaun ga main
Har jaga chala aounga main
Saari kahainyan tume suna kay
Kaisay khud ko smajhaun main

[Chorus: Hasan Raheem]
Tum weli ho
Main wela hun
Ham dono hain
Akaila kyun main
Akaila kyun, akaila main
Akaily kyun, akaily tu
Akaila main, akaila kyun
Akaily kyun, akaily tu (Akaily tu)
[Verse 2: Talhah Yunus]
Kaan la meri baat sun
I’m from the streets baby yehi mere saaat surr
Tu jese Weed betha raha mai poori raat sun
Chartti jese neat kahe rehna mere pass tum
Beth meri Class mai tu khirkion se jhaank nai
Batchmate do sath mai, in titlion k baagh mai
In lakrion ko aag den, hum ghaltion se bhaagte
Hum Rap ko bhi raaag den jab karte tumse baat oye
Raaton ko hum jaagtay, hain toray humne raabtay
Hum bulaate pyaar se, ye larkay tujhko taartay
Charr gayi phir khaar tou yе zindagi bas chaar din
Muntazir sawaal ye, hum rakhte hain sambhaal ke
Jaantay yе saaray mujhe jaantay
TY in the buildin baby le chalun mai chaand pe
Phone wone chorden jo tu khari ho saamnay
Kyun tu mujhse khelti ye kesa imtehaan be
Uljhay hum wo paheli
Chaahay milna Daily
Kehti mai akeli
Par zindagi ne phir se meri le lee

[Pre-Chorus: Hasan Raheem]
Tume pyar se bulaun ga main
Har jaga chala aounga main
Saari kahainyan tume suna kay
Kaisay khud ko smajhaun main, yeah, yeah
[Chorus: Hasan Raheem]
Tum weli ho
Main wela hun
Ham dono hain
Akaila kyun main
Akaila kyun, akaila main
Akaily kyun, akaily tu, tu
Akaila main, akaila kyun
Akaily kyun, akaily tu (Akaily tu)

[Outro: Hasan Raheem]
(Akaila main, akaila kyun)
(Akaily kyun, akaily tu)